Santa sardi lagne se kap raha tha. Uska beta doctor ko phone karta hai.

Santa sardi lagne se kap raha tha. Uska beta doctor ko phone karta hai.
Doctor: Kya hua hai?
Son: Bimari ka to pata nahin par papa subha se vibration mode pe laga hai.